《Tanha Dil》是Shaan演唱的歌曲,收录于专辑《Tanha Dil...》,时长 4:51。以下为完整歌词。
0:32Aankhon mein sapne liye
0:34Ghar se hum chal to diye
0:37Jaane yeh raahein ab le jaayengi kahan
0:41Mitti ki khushboo aaye
0:44Palkon pe aansu laaye
0:46Palkon pe reh jaayega yaadon ke jahan
0:51Manzil nayi hai anjaana hai kaarvaan
0:56Chalna akele hai yahan
0:59Tanha dil tanha safar
1:04Dhoonde tujhe phir kyoon nazar
1:09Tanha dil tanha safar
1:13Dhoonde tujhe phir kyoon nazar
1:18Tanha dil
1:30Dilkash nazaarein dekhe
1:32Jhilmil sitaarein dekhe
1:34Aankhon mein phir bhi tera chehra hai jawaan
1:39Kitni barsaatein aayi kitni saugaatein laayi
1:44Kaanon mein phir bhi goonje teri hi sada
1:49Maane kiye the apna hoga aashiyaan
1:53Vaadon ka jaane hoga kya
1:57Tanha dil tanha safar
2:01Dhoonde tujhe phir kyoon nazar
2:06Tanha dil tanha safar
2:11Dhoonde tujhe phir kyoon nazar
2:16Tanha dil
2:26Tanha dil
2:46Aankhon mein sapne liye
2:49Ghar se hum chal to diye
2:51Jaane yeh raahein ab le jaayengi kahan
2:56Mitti ki khushboo aaye
2:58Palkon pe aansu laaye
3:01Palkon pe reh jaayega yaadon ke jahan
3:05Manzil nayi hai anjaana hai kaarvaan
3:10Chalna akele hai yahan
3:14Tanha dil tanha safar
3:18Dhoonde tujhe phir kyoon nazar
3:23Tanha dil tanha safar
3:28Dhoonde tujhe phir kyoon nazar
3:33Tanha dil
3:43Tanha dil
3:52Tanha dil
4:02Tanha dil
4:11Tanha dil
在线收听
本站不提供音频,点击跳转到正版平台。
专辑《Tanha Dil...》曲目
- Tanha Dil4:51
- Gum Sum Ho Kyon?4:39
- Tujh Sa Na Koi3:53
- Is Pyar Mein3:28
- Bhool Ja3:34
- Faasle5:36
- (Baby) Tu Hai Kahan?3:40
- Shaan Se3:21
常见问题
《Tanha Dil》是谁唱的?
Shaan。
《Tanha Dil》收录在哪张专辑?
收录于《Tanha Dil...》。
《Tanha Dil》的歌词可以在哪里看?
就在本页,完整歌词已按段落展示。
《Tanha Dil》有逐字时间轴吗?
有。本页歌词按逐字(英文按词)标注了时间点,可开启跟唱模式,也可下载 LRC 或 SRT 字幕文件;整首约 4:14 长。