《Aksar》是Shaan演唱的歌曲,收录于专辑《Aksar...》,时长 4:11。以下为完整歌词。
Aksar Kyu Yu Lage
Ki Tum Koi Aur Ho
Hum Tum Jaha The Mile
Wo Guzra Hua Koi Daur Ho
Aksar Phir Yu Lage
Ki Tum Meri Jaan Ho
Tumse Meri Zindagi
Tumhi Meri PahChaan Ho
Aksar Kyu Yu Lage
Dil Hi Dil AkSar
Haan Tumhe Soch Kar Dil Hi Dil AkSar
Aksar Dil Ko Hai Gila
Ki Tumse Mujhe Kya Mila
Meri ZindaGi Mere
Pyar Ka Tumne Diya Kya Sila
Phir Kabhi Jab KaReeb Se
Mein Khud To Dekh Lu Agar
Dil Ke AaiNe Mein Bas
Tum Hi AaoGi Nazar
Aksar Kyu Yu Lage
Dil Hi Dil AkSar
Haan Tumhe Soch Kar Dil Hi Dil AkSar
Aksar Ek SaWaal Sa
MeRe Zahan Mein Uthe
Hum Tum Gar BiChad Gaye
Honge Kaise Silsile
Ghabra Ke Is KhaYal Se
Mein Tumse Phir LiPat Gaya
Tum Ho To Mein Bhi Hu
Ab Tumse Main JaaO Kaha
Tumse Meri Zindagi
Jaao Mein KaHa
Dil Hi Dil AkSar
AkSar Dil Hi Dil AkSar
Haan Tumhe Sochkar
Dil Hi Dil AkSar
Haan Tumhe Sochkar
Dil Hi Dil AkSar
在线收听
本站不提供音频,点击跳转到正版平台。
专辑《Aksar...》曲目
- Aksar4:11
- Kaisa Jadoo4:34
- Na Kehna Nahi Aata4:33
- Tum Jo Mile4:14
- Haan Kabhi Tum6:02
- Har Taraf4:02
- Kya Maine Socha.. One Love3:28
- Chaand Akela Hai5:24
- Tanha Dil - Radio Edit3:24
常见问题
《Aksar》是谁唱的?
Shaan。
《Aksar》收录在哪张专辑?
收录于《Aksar...》。
《Aksar》的歌词可以在哪里看?
就在本页,完整歌词已按段落展示。