《Alfaaz》专辑封面

歌词

Aasmani Rang

《Aasmani Rang》是Gulzar演唱的歌曲,收录于专辑《Alfaaz》,时长 6:19。以下为完整歌词。

Written by:Vishal Bhardwaj/Gulzar

Aasmani rang hai

Aasmani aankho ka

Aasmani rang hai

Aasmani aankho ka

Aankho mein udne do

Aankho mein udne do

Aasmani rang hai

Aasmani aankho ka

Aasmani rang hai

Aasmani aankho ka

Aasma se waqt ka

Parinda jab ude to shaam hoti hai

Shaam hote hi prinde

Aashiya mein laut aate hai

Aasmani aankhe hai

Shaam hoti hai to rasm hai

Chaand ka charag jalta hai

Chaand ka charag jab jale

To panchhi so jaate hai

Panchhi raat mein

Akele sote darte hai

Sath koi soye to

Narm narm khawab aate hai

Khwabo mein udne do

Aasmani rang hai

Aasmani aankho ka

Aasmani rang hai

Aasmani aankho ka

Kaliyu use kho nata waye

Naps kirta darta darta

Waqt tan kartahe

Kalaiyu phe jabse maine

Tere hat mehendi hai

Prikal he naps or

Waqt udta rehta he

Aasman katkar

Pehenle jismein par

Ru ho ko udne do

Aasmani rang hai

Aasmani aankho ka

Aasmani rang hai

Aasmani aankho ka

Aankho mein udne do

Aankho mein udne do

在线收听

本站不提供音频,点击跳转到正版平台。

专辑《Alfaaz》曲目

  1. Gulzar's Recitation4:54
  2. Tere Bina5:05
  3. Shaam Se Aankh Mein Nami Si Hai4:55
  4. Aasmani Rang6:19
  5. Barso Re5:25
  6. Roshni Se6:36
  7. Raat Ka Nasha5:11
  8. Haath Chhute Bhi To Ristey Nahi Chhuta Karte5:32
  9. Kachche Rang3:16
  10. Yaara Seeli Seeli5:04

常见问题

《Aasmani Rang》是谁唱的?

Gulzar。

《Aasmani Rang》收录在哪张专辑?

收录于《Alfaaz》。

《Aasmani Rang》的歌词可以在哪里看?

就在本页,完整歌词已按段落展示。