作词 : Bharatt/Saurabh
作曲 : Bharatt/Saurabh
Tujh Bin -Bharatt/Saurabh
Written by :Saurabh/Bharatt
Tujh bin meri
Kya raat kya subah
Tere bin ye mausam ka
Loon kya maza
Tu hi nahi
Toh main bhi hun kya
Ab aa bhi jaa
Bas dekhu na tujhe
Chaahe baat ho na ho
Samalunga khud mein haan
Hathon mein haath ho na ho
Bana lunga apna
Fir mulakat ho na ho
Ab aa bhi jaa
Jab dekha pehli baar
Thi chandini raat
Mer dil se nikle kayi aise jazbaat
Jinhe samjh na paaya
Na soya na kuch khaaya
Hosh kho diye
Mujhe chain na aaya
Bas chehra tera
Meri aankhon mein samaa
Tujhe dhundun kahaan
Bas tha yehi sawaal
Ye junoon na kabhi mehsoos kiya
Meri saansein to thi par ek pal na jiya
Bas sochun uss din ka
Jab jayenge drive par in my car
Few drinks ke liye
Ruk jaayenge kisi classy se bar
Sab humein dekhenge
Par main toh tujhe le jaunga
Sabse far
Bas you me
Sochun main yahi
Mere dil se kyun na jaaye
Tere khayal
Tujh bin meri
Kya raat kya subah
Tere bin ye mausam ka
Loon kya mazatu hi nahi
Toh main bhi hun kya
Ab aa bhi jaa
Tujh bin meri
Kya raat kya subah
Tere bin ye mausam ka
Loon kya mazatu hi nahi
Toh main bhi hun kya
Ab aa bhi jaa
Bas dekhunga tujhe
Chahe baat ho na ho
Samalunga khud mein
Haathon mein haath ho na ho
Bana apna phir
Mulakat ho na ho
Ab aa bhi jaa
Ab aa bhi jaa