Ho... Paakhi paakhi pardesi
Paakhi paakhi pardesi
E ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se

Main yahaan tukdon mein jee raha hoon
Main yahaan tukdon mein jee raha hoon
Tu kahin tukdon main jee rahi hai

Roz roz resham si hawa aate jaate kehti hai bata
Resham si hawa kehti hai bata
Vo jo doodh dhuli masoom kali
Vo hai kahan kahan hai
Vo roshni kahan hai
vo jaansi kahan hai
Main adhoora tu adhoori jee rahein hain
E ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
E ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
Main yahaan tukdon mein jee raha hoon
Main yahaan tukdon mein jee raha hoon
Tu kahin tukdon main jee rahi hai
E ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
Paakhi paakhi pardesi
Tu to nahin hai lekin teri muskurahatein hain
Chehra kahin nahin hai par teri aahatein hain
Tu hai kahan kahaan hai
Tera nishaan kahaan hai
Mera jahan kahaan hai