Hmm…
kiska hai yeh tumko intezaar main hoon na
Dekh lo idhar to ek baar main hoon na
Kiska hai yeh tumko intezaar main hoon na
Dekh lo idhar to ek baar main hoon na
Khaamosh kyoon ho jo bhi kehna hai kaho
Dil chaahe jitna pyaar utna maang lo, ho
Tumko milega utna pyaar main hoon na
Kiska hai yeh tumko intezaar main hoon na
Dekh lo idhar to ek baar main hoon na
Kabhi jo tum socho
ke tum yeh dekho
Arre kitna mujhko tumse pyaar hai
To chup mat rehna
yeh mujhse kehna
Arre koi kya aisa bhi yaar hai
Dil hi nahin re jaan bhi de jo tumhe
Dil hi nahin re jaan bhi de jo tumhe
Oh to main kahoonga sarkaar main hoon na
Kiska hai yeh tumko intezaar main hoon na
Dekh lo idhar to ek baar main hoon na
Khaamosh kyoon ho jo bhi kehna hai kaho
Dil chaahe jitna pyaar utna maang lo, ho
Tumko milega utna pyaar main hoon na
Kiska hai yeh tumko intezaar main hoon na
Dekh lo idhar to ek baar main hoon na
Kehne ki ho dil mein koi baat
mujhse kaho
Koi pal ho din ho ya ho raat
mujhse kaho
Koi mushkil koi pareshaani aaye
Tumhe lage kuch theek nahin haalaat
mujhse kaho
Koi ho tamanna ya ho koi aarzoo
Koi ho tamanna ya ho koi aarzoo
Oh, rehna kabhi na beqaraar main hoon na