作曲 : Anu Malik
Wah ji wah, wah ji wah, wah ji wah wah wah
Dheere dheere pyar ki joh aag jal gayi
Jitni masti do dilon mein thi ubal gayi
Iska mazaa chak toh loon main zara
Phir kahunga main ke daal gal gayi
Dheere dheere pyar ki joh aag jal gayi
Jitni masti do dilon mein thi ubal gayi
Arre iska mazaa chak toh loon main zara
Phir kahunga main ke daal gal gayi
Wah ji wah, wah ji wah, wah ji wah wah wah
Tum na the toh yoon thi zindagi yahan
Benamak ho jaise teekhi sabziyan
Ishq ka achaar bhi na ban saka
Husn jab na laya tha yeh chatniyan, haaye
Tum na the toh yoon thi zindagi yahan
Benamak ho jaise teekhi sabziyan
Ishq ka achaar bhi na ban saka
Husn jab na laya tha yeh chatniyan
Husn jab na laya tha yeh chatniyan
Haaye haaye iska mazaa chak toh loon main zara
Iska mazaa chak toh loon main zara
Phir kahunga main ke daal gal gayi
Dheere dheere pyar ki joh aag jal gayi
Jitni masti do dilon mein thi ubal gayi
Iska mazaa chak toh loon main zara
Phir kahunga main ke daal gal gayi
Wah ji wah, wah ji wah, wah ji wah wah wah
Aaj tak tum is liye akele the
Kadwe the, kasile the, karele the
Aaj itne sweet aise nek ho
Birthday ka jaise koi cake ho, haaye
Ho aaj tak tum is liye akele the
Kadwe the, kasile the, karele the
Aaj itne sweet aise nek ho
Birthday ka jaise koi cake ho
Birthday ka jaise koi cake ho
Haaye haaye iska mazaa chak toh loon main zara
Iska mazaa chak toh loon main zara
Phir kahunga main ke daal gal gayi
Dheere dheere pyar ki joh aag jal gayi
Jitni masti do dilon mein thi ubal gayi
Iska mazaa chak toh loon main zara
Phir kahunga main ke daal gal gayi
Wah ji wah, wah ji wah, wah ji wah wah wah