作曲 : Chirantan Bhatt
Teri Meri Kahaani (House Remix) -Shahed Farid
Composed by:Chirantan Bhatt
Mujh mein safar tu karti rahe
Har ek saans mein guzarti rahe
Shaam o subah tu mera
Tere bina kya mera
Do jism jaan ek hain
Na hona kabhi tu juda
Teri meri kahaani hai baarishon ka paani
Banke jo ishq barse teri meri kahaani
Jo bhi hai jaisa hai yunhi hamesha
Hamesha rahe jis tarah
Shaam o subah tu mera
Tere bina kya mera
Do jism jaan ek hain
Na hona kabhi tu juda
Teri meri kahaani hai baarishon ka paani
Banke jo ishq barse teri meri kahaani
Teri meri kahaani hai baarishon ka paani
Banke jo ishq barse teri meri kahaani