《tere bina》是Zaeden演唱的歌曲,收录于专辑《tere bina》,时长 2:37。以下为完整歌词。
Lyrics by:Kunaal Vermaa
Composed by:Zaeden
Jo main tujhse mila
Thoda sabse se juda
Thoda khud se huya hu
Jo main keh na saka
Nazron mein hai likha
Zara padhke bata tu
Main hoon teri ankhon mein
Teri meri raahon mein
Ek pal bhi na ho faasla
Ab dekhu naa
Aaye jo ab koyi subah
Tere bina
Aur chaahu na
Ho sach koi khwab mera
Tere binaa haan
Tere binaa
Main adhura sa hi tha
Yun hi chalta raha
Aake tujhpe ruka hoon
Dekha saara ye jahan
Tu hi apna laga
Main to abse tera hoon
Main hoon teri aankho mein
Teri meri raahon mein
Ek pal bhi na ho faaslan
Ab dekhu naa
Aaye jo ab koyi subha
Tere binaa
Aur chaahu na
Ho sach koyi khwab mera
Tere binaa haann
Ab dekhu naa
Aaye jo ab koi subha
Tere binaa
Aur chaahu na
Ho sach koyi khwab mera
Tere binaa haann
在线收听
本站不提供音频,点击跳转到正版平台。
专辑《tere bina》曲目
- tere bina2:37
常见问题
《tere bina》是谁唱的?
Zaeden。
《tere bina》收录在哪张专辑?
收录于《tere bina》。
《tere bina》的歌词可以在哪里看?
就在本页,完整歌词已按段落展示。