《Saanwal Yaar》是Harpreet Singh演唱的歌曲,收录于专辑《Teri Rehmatein》,时长 4:40。以下为完整歌词。
Dard mein meetha
Aansu bi pyara
Ishq ka dariya
Yun
Dil mein utaara
Sud bud bisari
Khud ko main haara
Sab kuch tera
Tujh
Pey hi waara saanwaliaa
Saanwaliaa
Saanwariya
Saanwaliyaa
Soon sajjana soon mahiya
Soon saanwaliaa
Soon sajjana soon mahiya
Soon saanwaliaa
Duniya dev mujhko taane
Bairi
Ye man nahi mane
Heere moti ke butkhane
Prem to mitti jaane
Tu hai mujhko
Rab se bhi pyara
Sajde mein bhi
Dil ne ye pukara
Saanwaliya
Saanwaliya
Saanwaliya
Saanwaliya
Sun sajjana sun mahiya
Sun saanwaliya
Sun sajjana sun mahiya
Sun saanwaliya
Kanto ke bistar par sona
Har pal
Aansu pe rona
Dukh me hansna
Sukh me rona
Pathhar duniya preet khilauna
Fir bhi mujhko
Yun zi na gawara
Tujhme mera
Sansaar sara
Saanwaliya
Saanwaliya
Saanwaliya
Saanwaliya
在线收听
本站不提供音频,点击跳转到正版平台。
专辑《Teri Rehmatein》曲目
- Teri Rehmatein4:04
- Tumba Wajda4:48
- Tera Noor3:49
- Dil De De Bandeya3:24
- Yaar Mere4:17
- Saanwal Yaar4:40
- Zaaman4:29
- Marjaana3:42
常见问题
《Saanwal Yaar》是谁唱的?
Harpreet Singh。
《Saanwal Yaar》收录在哪张专辑?
收录于《Teri Rehmatein》。
《Saanwal Yaar》的歌词可以在哪里看?
就在本页,完整歌词已按段落展示。