《Re Mama》是Nadeem - Shravan演唱的歌曲,收录于专辑《Hum Ho Gaye Aap Ke》,时长 4:58。以下为完整歌词。
Written by:Nadeem Shravan/Sameer
Hey
You
And me
Night
Remember
Dekho yeh deewana mara gaya
Shishe mein dil ke utaara gaya
Aah dekho yeh deewana mara gaya
Shishe mein dil ke utaara gaya
Uski nigaaho mein yeh bas gaya
Jaake bechara kahan fas gaya
Pyaar hua na ae ae re mama
Dil to gaya na aa re mama
Haan pyaar hua na ae ae re mama
Haan dil to gaya na aa re mama
Naadaan hai tu na tujhko khabar hai
Aasan nahin yeh dil ka safar hai
Mushkil badi hai yeh chaahat ki raahen
Jeene na dengi yeh kamsin adayen
Zulfon ke saaye se bach kar nikle
Paagal anadi mere saath chal
Dilbar nahin kaam hai yeh tera
Tu maan le ab to kehna mera
Pyaar hua na ae ae re mama
Aah dil to gaya na
Re mama
Pyaar hua na re mama
Dil to gaya na aa re mama
Mere labon pe hai teri kahani
Tere liye hai yeh meri jawaani
Kya keh rahi hai yeh rangeen raate
Aaja kare milke chaahat ki baaten
Yun mujhse daaman chuda ke na ja
Aise tu nazren bacha ke na ja
Tauba meri tu kahan ko gaya
Mere sanam tuhjko kya ho gaya
Pyaar hua na
Re mama
Dil to gaya na re mama
Pyaar hua na ae ae re mama
Dil to gaya na aa re mama
Dekho yeh deewana mara gaya
Shishe mein dil ke utaara gaya
Kiski nigaaho mein yeh bas gaya
Jaake bechara kahan fas gaya
Pyaar hua na ae ae re mama
Dil to gaya na aa re mama
Pyaar hua na
Re mama
Dil to gaya na
Re mama
在线收听
本站不提供音频,点击跳转到正版平台。
专辑《Hum Ho Gaye Aap Ke》曲目
- Ishq Hai Kya4:42
- Re Mama4:58
- Der Se Hua (Male Version)4:40
常见问题
《Re Mama》是谁唱的?
Nadeem - Shravan。
《Re Mama》收录在哪张专辑?
收录于《Hum Ho Gaye Aap Ke》。
《Re Mama》的歌词可以在哪里看?
就在本页,完整歌词已按段落展示。