《Pyar Do Pyar Lo》是Raju演唱的歌曲,收录于专辑《Bollywood Jam》,时长 5:31。以下为完整歌词。
O pyaar do ho ho pyaar lo
Ek to kam zindgaani
Us se bhi kam hai javaani
Ek to kam zindgaani us se bhi kam hai javaani
Jab tak josh mein javaani
Jab tak khoon mein ravaani
Jab tak josh mein javaani
Jab tak khoon mein ravaani
Mujhe hosh mein aane na do
Pyaar do pyaar lo
Pyaar do do pyaar lo
O pyaar do ho ho pyaar lo
Noor-e-khudaa bhi barse vahaan par
Pyaase milate hain do dil jahaan par
Noor-e-khudaa bhi barse vahaan par pyaase milate hain do dil jahaan par
Zindagi se tumhen jo bhi lamhaa mile
Zindagi se tumhen jo bhi lamhaa mile
Use pyaar pe hi vaar do
Pyaar do pyaar lo
Pyaar do do pyaar lo
Hey husn-o-ishq ke dam se zamaanaa
Yahi haqeeqat hai baaqi fasaanaa
Hey husn-o-ishq ke dam se zamaanaa yahi haqeeqat hai baaqi fasaanaa
Dilvaale jahaan hai jannat vahaan
Dilvaale jahaan hai jannat vahaan
Jahaan pyaar hi pyaar ho
Pyaar do pyaar lo
Pyaar do do pyaar lo
Ek to kam zindgaani us se bhi kam hai javaani
Ek to kam zindgaani us se bhi kam hai javaani
Jab tak josh mein javaani
Jab tak khoon mein ravaani
Jab tak josh mein javaani
Jab tak khoon mein ravaani
Mujhe hosh mein aane na do
Pyaar do pyaar lo
Pyaar do do pyaar lo
O pyaar do ho ho pyaar lo
在线收听
本站不提供音频,点击跳转到正版平台。
专辑《Bollywood Jam》曲目
常见问题
《Pyar Do Pyar Lo》是谁唱的?
Raju。
《Pyar Do Pyar Lo》收录在哪张专辑?
收录于《Bollywood Jam》。
《Pyar Do Pyar Lo》的歌词可以在哪里看?
就在本页,完整歌词已按段落展示。