《Mera Yaar》是Shankar Ehsaan Loy演唱的歌曲,收录于专辑《The Spirit Of Bhaag Milkha Bhaag (灵魂奔跑者 电影原声带)》,时长 5:51。以下为完整歌词。
Mera yaar hai Rab warga
Dildaar hai Rab warga
Mera yaar hai Rab warga
Dildaar hai Rab warga
Ishq karoon ya karoon ibaadat
Ishq karoon ya karoon ibaadat
Ikko hi gal ai
Alif Allah Alif Allah Alif Allah hooo
Alif Allah Alif Allah Alif Allah hooo
Alif Allah Alif Allah Alif Allah hooo
Alif Allah Alif Allah Alif Allah hooo
Main Mandir kyun jaava
Mera yaar khuda hai
Main Masjid kyun jaava
Mera yaar khuda hai
Main Mandir kyun jaava
Mera yaar khuda hai
Main Masjid kyun jaava
Mera yaar khuda hai
Mere pairon mein Bhagra
Saanson mein tappe tappe
Main ishq tarane gaaun chappe chappe
Ishq karoon ya karoon ibaadat
Ishq karoon ya karoon ibaadat
Ikko hi gal ai
Alif Allah Alif Allah Alif Allah hooo
Alif Allah Alif Allah Alif Allah hooo
Alif Allah Alif Allah Alif Allah hooo
Alif Allah Alif Allah Alif Allah hooo
Alif Allah
Woh noor ka jharna hai
Main pyaas puraani
Maine aankh se gatak liya
Uss husn ka paani
Woh noor ka jharna hai
Main pyaas puraani
Maine aankh se gatak liya
Uss husn ka paani
Usey takte takte takte umr guzaarun
Koi aur khayal jo aaye jhat se utaarun
Ishq karoon ya karoon ibaadat
Ishq karoon ya karoon ibaadat
Ikko hi gal ai
Alif Allah Alif Allah Alif Allah hooo
Alif Allah Alif Allah Alif Allah hooo
Alif Allah Alif Allah Alif Allah hooo
Alif Allah Alif Allah Alif Allah hooo
Maine ishq itar pehna
Main khushboo khushboo
Ab wohi mehakta hai
Mere bheetar har su
Maine ishq itar pehna
Main khushboo khushboo
Ab wohi mehakta hai
Mere bheetar har su
Mere pairon mein Bhagra
Saanson mein tappe tappe
Main ishq tarane gaaun chappe chappe
Ishq karoon ya karoon ibaadat
Ishq karoon ya karoon ibaadat
Ikko hi gal ai
Alif Allah Alif Allah Alif Allah hooo
Alif Allah Alif Allah Alif Allah hooo
Alif Allah Alif Allah Alif Allah hooo
Alif Allah Alif Allah Alif Allah hooo
在线收听
本站不提供音频,点击跳转到正版平台。
专辑《The Spirit Of Bhaag Milkha Bhaag (灵魂奔跑者 电影原声带)》曲目
- Broken Souls1:55
- By A Thread1:53
- Memories of Home1:42
- The Horsemen2:03
- Triumph of The Spirit2:04
- Zinda3:30
- Mera Yaar5:51
- Maston Ka Jhund4:34
- O Rangrez6:24
- Bhaag Milkha Bhaag (Rock Version)4:39
- Maston Ka Jhund (The DJ Rishabh House Mix)3:35
- Mera Yaar (The DJ Rishabh Lounge Mix)4:54
- Zinda (The DJ Suketu feat. Sachin Mix)3:52
- Bhaag Milkha Bhaag (The DJ Suketu feat. AKS Remix)6:26
常见问题
《Mera Yaar》是谁唱的?
Shankar Ehsaan Loy。
《Mera Yaar》收录在哪张专辑?
收录于《The Spirit Of Bhaag Milkha Bhaag (灵魂奔跑者 电影原声带)》。
《Mera Yaar》的歌词可以在哪里看?
就在本页,完整歌词已按段落展示。