《Maa》是Shankar Ehsaan Loy演唱的歌曲,收录于专辑《Taare Zameen Par (Original Motion Picture Soundtrack)》,时长 5:12。以下为完整歌词。
Main kabhi batlata nahin
Par andhere se darta hoon main maa
Yun to main dikhlata nahin
Teri parwaah karta hoon main maa
Tujhe sab hain pata hain na maa
Tujhe sab hain pata meri maa
Bheed mein yun na chodo mujhe
Ghar laut ke bhi aa naa paun maa
Bhej na itna door mujkko tu
Yaad bhi tujhko aa naa paun maa
Kya itna bura hoon main maa
Kya itna bura meri maa
Jab bhi kabhi papa mujhe jo zor se jhoola jhulate hain maa
Meri nazar dhoondhe tujhe
Sochu yahi tu aa ke thaamegi maa
Unse main yeh kehta nahin
Par main seham jaata hoon maa
Chehre pe aana deta nahin
Dil hi dil mein ghabraata hoon maa
Tujhe sab hain pata hain na maa
Tujhe sab hain pata meri maa
Main kabhi batlata nahin
Par andhere se darta hoon main maa
Yun to main dikhlata nahin
Teri parwaah karta hoon main maa
Tujhe sab hain pata hain na maa
Tujhe sab hain pata meri maa
在线收听
本站不提供音频,点击跳转到正版平台。
专辑《Taare Zameen Par (Original Motion Picture Soundtrack)》曲目
- Taare Zameen Par7:12
- Kholo Kholo5:12
- Bum Bum Bole5:33
- Jame Raho3:00
- Maa5:12
- Bheja Kum2:09
- Mera Jahan6:34
- Ishaan's Theme4:19
常见问题
《Maa》是谁唱的?
Shankar Ehsaan Loy。
《Maa》收录在哪张专辑?
收录于《Taare Zameen Par (Original Motion Picture Soundtrack)》。
《Maa》的歌词可以在哪里看?
就在本页,完整歌词已按段落展示。