《Hum Dil Ke》是Vidyasagar演唱的歌曲,收录于专辑《Hulchul (Original Motion Picture Soundtrack)》,时长 4:56。以下为完整歌词。
Written by:Vidyasagar/Sameer
Hum dil ke panne pe tera naam likhte hain
Chahat ke afasane subaho sham likhte hain
Lamha lamha karte rehte tera intezaar
Tujhko milke humne jana kya hota hain pyar
Humne jana kya hota hain pyar
Hum dil ke panne pe tera naam likhte hain
Seene mein dhadkan dhadkan mein chahat
Chahat yeh kehti hain
Ho o ehsaas banke teri mohabbat saanson mein rehti hain
Saanson ki har lay par teri hi sargam hain
Saanson ki har lay par teri hi sargam hain
Palkon mein neendon mein khwaabon mein yaadon mein
Humne toh tumho hi basaya hain
Hum dil ke panne pe tera naam likhte hain
Tode se bhi jo tuute na aaisa naata hamara hain
Ho bin tere apana duniya mein rehna humko ganwara hain
Jeevan bhar ab dilbar saath hamein rehna hain
Jeevan bhar ab dilbar saath hamein rehna hain
Hum aaise mausam mein aake na jaayegne
Jasbaaton mein tujhko chhupaya hain
Hum dil ke panne pe tera naam likhte hain
Chahat ke afasane subaho sham likhte hain
Lamha lamha karte rehte tera intezaar
Tujhko milke humne jaana kya hota hain pyar
Humne jaana kya hota hain pyar
Hum dil ke panne pe tera naam likhte hain
在线收听
本站不提供音频,点击跳转到正版平台。
专辑《Hulchul (Original Motion Picture Soundtrack)》曲目
- Rafta Rafta5:08
- Hum Dil Ke4:56
- Lut Gayee5:18
- Lee Humne4:49
- Dekho Zara Dekho5:47
常见问题
《Hum Dil Ke》是谁唱的?
Vidyasagar。
《Hum Dil Ke》收录在哪张专辑?
收录于《Hulchul (Original Motion Picture Soundtrack)》。
《Hum Dil Ke》的歌词可以在哪里看?
就在本页,完整歌词已按段落展示。