《Dil Parinda》是Rupesh Verma演唱的歌曲,收录于专辑《Bezubaan Ishq (Original Motion Picture Soundtrack)》,时长 5:09。以下为完整歌词。
Lyrics by:Jashwant Gangani
Composed by:Rupesh Verma
Kaisi yeh khudai teri
Tune hi banayi rabba
Kaahe ko banaya tune ishq
Bezubaan zubaan ki bhasha
Kaise koi samjhe bata jaa
Kaahe ko banaya tune ishq
Aisa kyun hota hai
Dil yeh kyun rota hai
Jo nahi tha tera
Phir kyun uski aas hai
Jo nahi tha tera
Phir kyun uski aas hai
Koi mann mein hasta
Koi mann hi mann hai rota koi
Mann mein hi gharonda banaye
Kahin chalke khushiyon ke aansu
Kahin roye dukh se naina
Naina yeh samajh hi naa paaye bawra
Dil Parinda
Dhoonde aashiyaana aashiyaana
Dil Parinda
Dhoonde aashiyaana aashiyaana
Yeh na jaane kahan isko jaana bawra
Dil Parinda
Dil Parinda
Dil Parinda
Dil ra
Mann mein koi basta
Par tujhe na milta
Kismaton ka likha kahan
Hai kisiko dikhta
Mann mein koi basta
Par tujhe na milta
Kismaton ka likha kahan
Hai kisiko dikhta
Gham ki hai saheli uljhi Ik paheli
Ishq pi kisika kaha zor chalta
Dil Parinda
Dhoonde aashiyaana
Dhoonde aashiyaana
Yeh na jaane kahan isko jaana bawra bawra
Kaisi yeh khudai teri
Tune hi banayi rabba
Kaahe ko banaya tune ishq ishq
Bezubaan zubaan ki bhasha
Kaise koi samjhe bata jaa
Kaahe ko banaya tune ishq
Dil Parindaa
Dhoonde aashiyaana
Yeh na jaane kahan isko jaana bawra
Aisa kyun hota hai
Dil yeh kyun rota hai
Jo nahi tha tera
Phir kyun uski aas hai
Dil Parindaa
Dhoonde aashiyaana
Dhoonde aashiyaana
Yeh na jaane kahan isko jaana bawra bawara
Bezubaan Ishq
Bezubaan Ishq
Bezubaan Ishq
Bezubaan Ishq
Bezubaan Ishq
Bezubaan Ishq
Bezubaan Ishq
Bezubaan Ishq
Bezubaan Ishq
在线收听
本站不提供音频,点击跳转到正版平台。
专辑《Bezubaan Ishq (Original Motion Picture Soundtrack)》曲目
常见问题
《Dil Parinda》是谁唱的?
Rupesh Verma。
《Dil Parinda》收录在哪张专辑?
收录于《Bezubaan Ishq (Original Motion Picture Soundtrack)》。
《Dil Parinda》的歌词可以在哪里看?
就在本页,完整歌词已按段落展示。