《Jigar Se Jigar Tak》专辑封面

歌词

Dastan E Gham E Dil

《Dastan E Gham E Dil》是Mahesh Chander演唱的歌曲,收录于专辑《Jigar Se Jigar Tak》,时长 5:26。以下为完整歌词。

Written by:Mahesh Chander/Jigar Moradabadi

Dastan e gham e dil

Unko sunai na gayi

Dastan e gham e dil

Unko sunai na gayi

Baat bigdi thi kuchh

Aisi ke banai na gayi

Dastan e gham e dil unko

Sabko hum bhool gaye

Josh e junoo mein lekar

Sabko hum bhool gaye

Josh e junoo mein lekar

Ek teri yaad bhi aisi

Jo bhulai na gayi

Baat bigdi thi kuchh aisi

Ke banai na gayi

Dastan e gham e dil unko

Ishq par kuchh na chala

Didai tar ka kaabu

Ishq par kuchh na chala

Didai tar ka kaabu

Usne jo aag laga di

Wo bujhai na gayi

Baat bigdi thi kuchh aisi

Ke banai na gayi

Dastan e gham e dil

Unko sunai na gayi

Dastan e gham e dil unko

在线收听

本站不提供音频,点击跳转到正版平台。

专辑《Jigar Se Jigar Tak》曲目

  1. Dastan E Gham E Dil5:26

常见问题

《Dastan E Gham E Dil》是谁唱的?

Mahesh Chander。

《Dastan E Gham E Dil》收录在哪张专辑?

收录于《Jigar Se Jigar Tak》。

《Dastan E Gham E Dil》的歌词可以在哪里看?

就在本页,完整歌词已按段落展示。