《Young Tarang》专辑封面

歌词

Chehra

《Chehra》是Zoheb Hassan演唱的歌曲,收录于专辑《Young Tarang》,时长 4:25。以下为完整歌词。

Written by:Zoheb Hassan/Nazia Hassan

Zara chehra to dekhao

Aur thoda sa muskurao

Zara chehra to dekhao

Aur thoda sa muskurao

Suni thi yeh duniya badi suni thi

Tumhain milney se pehle

Suni thi yeh duniya badi suni thi

Tumhain milney se pehle

Duniya ke ghum bhulao

Aur thoda sa muskurao

Khushboo ka pholoon se

Sadiyoon ka rishta hai

Giton ka sur jaise

Rang dhal jata hain

Mera mann tera mann

Mera mann tera mann

Waise hi milta hai

Ab dil se dil milao

Aur thoda sa muskurao

Zara chehra to dekhao

Aur thoda sa muskurao

Tanhai main aur tum

Andekhey rastoon main

Sharmana ghabrana

Kaisa hai apno main meri jaan

Mera mann tera mann

Mera mun tera mann

Yuhn hi milta hai

Ab dil sey dil milao

Aur thoda sa muskurao

Zara chehra to dekhao

Aur thoda sa muskurao

Aur thoda sa muskurao

在线收听

本站不提供音频,点击跳转到正版平台。

专辑《Young Tarang》曲目

  1. Aag4:27
  2. Dum Dee Dee Dum4:19
  3. Chehra4:25
  4. Kya Hua4:08
  5. Dosti3:17
  6. Pyar Ka Jadoo3:38
  7. Aankhen Milaney Waaley3:34
  8. Sunn3:59
  9. Ashanti3:40
  10. Disco Deewane / Jaana / Ooie-Ooie / Mujhay Chahay / Boom Boom / Aap Jaisa Koi4:52

常见问题

《Chehra》是谁唱的?

Zoheb Hassan。

《Chehra》收录在哪张专辑?

收录于《Young Tarang》。

《Chehra》的歌词可以在哪里看?

就在本页,完整歌词已按段落展示。