《Chaand Taare》是Jatin - Lalit演唱的歌曲,收录于专辑《Yes Boss (Original Motion Picture Soundtrack)》,时长 4:49。以下为完整歌词。
Written by:Jatin / Lalit/Javed Akhtar
Jo bhi chaahon
Woh main paaon
Zindagi mein jeet jaon
Chaand taare tod laaon
Saari duniya par main chaaon
Bas itna sa khaab hai
Bas itna sa khaab hai
Chaand taare tod laaon
Saari duniya par main chaaon
Bas itna sa khaab hai
Bas itna sa khaab hai
Yaar tu bhi sun zara
Aarzoo meri hai kya
Main kya ban jaana chahata hoon
Main kahan kharaab hoon
Main to lajawab hoon
Main yeh manwana chahata hoon
Maan ja aye khuda
Itni si hai duaa
Main banjaoon sabh se badaa
Main banjaoon sabh se badaa
Mere peeche mere aagey
Haath jodey duniya bhaagey
Bas itna sa khaab hai
Bas itna sa khaab hai
Shaan se rahoon sadaa
Mujhpe loog hoon fidaa
Haseenayein bhi dil hoon khoti
Dil ka ye kawal khiley
Soney ka mahal miley
Barasne lagein heere moti
Ae maan ja aye khuda
Itni si hai duaa
Main zadaa nahin maangta
Main zadaa nahin maangta
Saari daulat saari taaqat
Saari duniya par hukumat
Bas itna sa khaab hai
Bas itna sa khaab hai
Bas itna sa khaab hai
在线收听
本站不提供音频,点击跳转到正版平台。
专辑《Yes Boss (Original Motion Picture Soundtrack)》曲目
- Chaand Taare4:49
常见问题
《Chaand Taare》是谁唱的?
Jatin - Lalit。
《Chaand Taare》收录在哪张专辑?
收录于《Yes Boss (Original Motion Picture Soundtrack)》。
《Chaand Taare》的歌词可以在哪里看?
就在本页,完整歌词已按段落展示。