《Bas Rona Mat》是HYM (하윤만)演唱的歌曲,收录于专辑《Bas Rona Mat》,时长 4:31。以下为完整歌词。
Composed by:Hamza Yaqoob Malik
Mujhko lagta hai
Mein ne kuch waqt mein jaana hay
Bina bataye jaa raha hoon
Kyun k aakhiri baar mein tum sab ko
Khush dekhna chahta hoon
Par mere jaane k baad ye geet
Tumhe sab bata dega
Meri rag rag se waaqif kara dega
Bas rona mat
Agar durr mein hojayun toh
Bas rona mat
Agar hay judai kismat mein
Waada hay mera laut kar ayunga zarur
Tumhare pass hi bas rona mat
Maaf karna mujhey
Agar chor jayun tumhe is dunia mein
Maafi lene ayunga zarur
Laut kar ayungaa zarur
Phir ghoomen gy woh aadhi raat mein
Phir pe kar jhoomengy sath sath mein
Meri sab cheezain sambhal kar rakhnaa
Wapis bhi toh aana hay mein ne
Bas mat rona mere jaane pe
Agar tum roo ge wahan se dekh dil bhi mera royega
Kya tum chahte ho dil bhi mera roye
Nahii naa nahii naaa toh tum rona mat
Jo tumahre gham mein sehna chahta tha
Ab wo seh na payunga mein
Par lautnga par lautunga par lautunga zarur
Saary gham tumahre le jayunga mein
Bas meri maa ko sambhal lena tum
Bohat pareshan hojayegi woo
Samjha dena ussy k laadlaa lauty ga zarur
Tu ronaa mat
Bas rona mat
Agar durr mein hojayun toh
Bas rona mat
Agar hay judai kismat mein
Waada hay mera laut kar ayunga zarur
Tumhare pass hi bas rona mat
Mujhko bhulana mat
在线收听
本站不提供音频,点击跳转到正版平台。
专辑《Bas Rona Mat》曲目
- Bas Rona Mat4:31
常见问题
《Bas Rona Mat》是谁唱的?
HYM (하윤만)。
《Bas Rona Mat》收录在哪张专辑?
收录于《Bas Rona Mat》。
《Bas Rona Mat》的歌词可以在哪里看?
就在本页,完整歌词已按段落展示。