Ae Mere Humsafar - Da Geniuz Team
Composed by:Amitaab Verma
Aye mere humsafar
Ek jara intazar
Sun sadaya de rhi hai
Manjil pyaar ki
Jis ko duao me manga
Tu hain wohi rehnuma
Tere bina muskil hain ek bhi kadam chalna
Jis ko duao me manga
Tu hain wohi rehnuma
Tere bina muskil hain ek bhi kadam chalna
Bin tere kahan hain
Manzil pyar ki
Aye mere humsafar
Ek jara intazar
Sun sadaya de rhi hai
Manjil pyaar ki
Na hum bewafa hain
Na pyaar hain kam darmiyaan
Par apni taqdire
Hain bilkul hi judaa
Na hum bewafa hain
Na pyaar hain kam darmiyaan
Par apni taqdire
Hain bilkul hi judaa
Phir kaise milegi
Manzil pyar ki
Aye mere humsafar
Ek jara intazar
Sun sadaya de rhi hai
Manjil pyaar ki
Manjil pyaar ki
Manjil pyaar ki
Manjil pyaar ki