Bheegi Si Bhaagi Si - Mohit Chauhan
Aayi meri subah hasti hasaake
Boli aankhen tere liye sandesha hain haan hain
Jaagi aankhon ko bhi sapna milega
Koi khusi aane ka bhi andesha hain haan hain
Aaa haan gulabi si subah
Aaa haan sharaabi si hawa
Bheegi si bhaagi si
Mere baazuon mein samaaye
Jogi si jaagi si
Koi prem dhoon woh sunaaye
Bheegi si bhaagi si
Mere baazuon mein samaaye
Jogi si jaagi si
Koi raam dhoon woh sunaaye
Raahen waaahen bole baate roomani
Aao baitho suno baki kahani hain haan hain
Tazi tazi lage humko rozana
Teri meri baate yun to purani hain haan hain
Aaa haan khayaalo se pale
Aaa haan yeh zindagi chale
Bheegi si bhaagi si mere baazuon mein samaaye
Jogi si jaagi si koi prem dhoon woh sunaaye
Bheegi si bhaagi si mere baazuon mein samaaye
Jogi si jaagi si koi raam dhoon woh sunaaye
Meri aankhon ki siyahi piya deti har gawahi
Main pyaasi thi nirasi tu paani ki surahi
Meri aankhon ki siyahi piya deti har gawahi
Tuje dekha to khila hun teri chahat me dhula hun
Mile mandir me khuda ju main to tujhme yu mila hun
Meri aankhon ki siyahi piya deti har gawahi
Meri aankhon ki siyahi piya deti har gawahi
Aaa haan dhoondhe na ab koi
Aaa haan mein khoya tu khoyi
Bheegi si bhaagi si mere baazuon mein samaaye
Jogi si jaagi si koi prem dhoon woh sunaaye
Bheegi si bhaagi si mere baazuon mein samaaye
Jogi si jaagi si koi raam dhoon woh sunaaye