Aana hai aao jaana hai jao
mujh ko na tum aise tadpao
gham se na dur bhage hum kabhi
hum to gham se he dosti kar bethe hain
guzre pal main kya dekhu jindgi
andhero main roshni koi dhunde hai
rishta hai mera tanhaiyo se gehra
fir bhi tere yaadon ka shor kyo hai
Aana hai aao jaana hai jao
mujh ko na tum aise tadpao
tanha raahon se jo gujra
to her pal becheneya he to the
rok sakte the jab tum yu mujhe
fir Kyo aawaz he na de
kismaton ke dhage jo aise uljhe hai
to kaise ho jannat vo kanch se tute hai
Aana hai aao jaana hai jao
mujh ko na tum aise tadpao