Radha (拉达) - Pritam (披淡·查克拉波蒂)/Shahid Mallya/Sunidhi Chauhan (桑妮蒂·乔寒)
Lyrics by:Irshad Kamil
Composed by:Pritam Chakraborty
Produced by:Gauri Khan/Red Chillies Entertainment
Raat barati kandha kothe tap tap ke gaana
Tu saukha samjhe laggiyan tod nibhaana
Raat barati kandha kothe tap tap ke gaana
Ho raat barati kandha kothe tap tap ke gaana
Tu saukha samjhe laggiyan tod nibhaana
Tu saukha samjhe laggiyan tod nibhaana
O Aashiq dil ki tashan purani
Kehte gyaani ishq siyapa aag jawaani
Chali gayi toh phir nahi aani kudi begaani
Rehne de jeena seedha saadha
Main bani teri Radha
Maine sakhiyon se ankhiyon mein
Rakhna hai tujhko piya thoda zyaada zyaada
Main bani teri Radha
Tune sapno tadapano mein rakhna hai
Mujhko piya thoda zyaada zyaada
Main bani teri Radha
Unche chaubare mein jaane kaise
June mein bhi kohra pade o pade
O dheeli charpaai pe
Yuddh Panipat ka lade
Keh gaye gyaani ishq siyapa aag jawaani
Kariye na jhootha koi vaada
Main bani teri Radha
Maine sakhiyon se akhiyon mein
Rakhna hai tujhko piya thoda zyaada zyaada
Main bani teri Radha
Tune sapno tadapano mein rakhna hai
Mujhko piya thoda zyaada zyaada
Main bani teri Radha
Main bani Radha
Arey mann ki jo baatein na boli thi auron se
Boli hain saari woh tumse haan tumse hi tumse
Arey ab maine kya lena auron se
Pyari hai mujhko toh yaari
Jo tumse hai tumse haan tumse
Chal jhoothi tu jhoothi hai
Jhoothi teri yaad aani na re mainu
Tere baad bhulunga main tainu
Arey murli mein teri hai jaane kya jaadu
Sata na lo haari main tumse haan tumse hi tumse
Yeh kaisi kheencha-taani hai
Yeh ishq siyapa aag jawaani
Mushkil hai yeh aag bujhani
Jalna padega aadha aadha
Main bani teri Radha
Maine sakhiyon se akhiyon mein
Rakhna hai tujhko piya thoda zyaada zyaada
Main bani teri Radha
Main bani teri Radha
Radha
Radha
Main bani teri Radha
Thoda theher pal var bat to kamal ho
Akho peher
Dil bar saat tu kamal ho
Hum tum mile to
Har barsat mukammal ho
Milke chale to
Pher utbat mukammal ho
Thoda teher
Pal var bat mukammal ho
Akho teher
Dil barsat mukammal ho
Hum tum mile to
Har barsat mukammal ho
Milke chale to
Her utpat mukammal ho
Apse bahar
Aja nikalte
Tere sone se tukate
Mere yada
Main bani teri Radha
Maine sakhiyon se akhiyon mein
Rakhna hai tujhko piya thoda zyaada zyaada
Main bani teri Radha
Tune sapno tadapano mein rakhna hai
Mujhko piya thoda zyaada zyaada
Main bani teri Ra
Main bani Ra